Loss making mistakes in fish farming series :

Part – 1 : https://youtu.be/U5BdMf3d6gA

Part – 2 : https://youtu.be/r8HVmDe_zRM

Part – 3 : https://youtu.be/-t6Qb8XIxYo

Part – 4 : https://youtu.be/AKh6R-CC9Kw

fish farming yaani machli palan bharat desh mein ek bohot hi tezi se badhne wala business ya व्यवसाय hai. fish culture karne ka tarika bohot hi technology based hota hai. Biofloc fish farming, pond fish farming RAS ye sab fish farming technology ke kuch examples hain

is video mein fish farming pond yaani machli palan talab mein 1 acre mein kitna bacha daalna chaiye wo bataya gaya hai aur kya kya galtiyan machli palan mein aksar kisan karta hai.
machli palan ka sahi tarika pata hone se aap bhi safal ho sakte hain

weise to hum fish farming ke dauran paani ka accha khayal rakhte hain aur talab ke pani ka pH, ammonia, Hardness TDS oxygen level sab check karte hain lekin zinda machli transport karte samay humein kuch aur baaton ka khayal rakhna padta hai
aisa tarika aap Kai machliyon mein apna sakte hain jeise Pangasius, Monosex GIFT tilapia, Pabda, Singhi, Sanwal, IMC, Rohu Catla, Mrigal, Common carp, Grass carp
fish farming in Biofloc aur Biofloc tank setup keise karein ya fir Biofloc in pond ye sab to sab batate hain lekin hum yaha fish farming training mein aapko bohot hi saral tarike mein machli palan keise karein ye sikhate hain
agar aap bhi machli palan ya fish farming business shuru karna chahte hain to fish farming business keise shuru karein ye sirf YouTube pe na dekhein balki hamare training program ko join karein

7000717794

source